
I hope your wicked heart rots alone, Gathering dust and rust. I hope you feel better, now That you have betrayed my trust.

Na jaane kis shaks ka intezaar hume aaj bhi hai, Sukoon to bahot hai pr dil bekarar aaj bhi hai, Tumne hme nafraton k siva kuch nahi diya lekin Humein tumhari nafraton se pyar aaj bhi hain.Ĭhand lamhon ki zindagani hain, Nafraton se jiya nahi karte, Lagta h dushmano se guzarish krni pdegi Dost to ab yaad kiya nahi karte.,!!! Judai mang li ban k sawali us nay! Wo inkaar karte hain ikraar ke liye, Nafrat bhi karte hain to pyar ke liye, Ulti chaal chalte hain ye ishq karne wale Ankhein band karte hain deedar ke liye. I never imagined that your voice, Which was once music to my ears, Would one day be the knife In my heart. Mohabbat hai ki nafrat hai, Koi itna toh samjhaye, Kabhi main dil se larti hun, Kabhi dil mujh se larta hai.!Ĭhahat ka yakin dilane mein To zindagi beet jaati hain Nafrat b pyar ki buniyad hoti hain Mulaqaat se achi kisi ki yad hoti hai Rishto me faslo ka wajud nahi hota I hate you when I see you Because you make me love you more. I hate when you smile at me Because u make me crazy about you I hate when you talk to me Because u make me run out of words. Itni nafrat na kar mujhse, Ki zakhm lagte hain ab rooh pe Ki aur kuch nahi wajood mera Tera aks hu tera saya hu main Ye mat kahna ki teri yaad se rishta nahi rakha, Main khud tanha rha dil ko magar tnha nhi rkha Tumhari chahton ke phool to mehfooz rakhe hai Tumhari nafrato ki peedh ko zinda nahi rakha.Ĭhahat ke parde mein nafrat hai mumkin To nafrat ke parde mein chahat bhi hogi Agar koi khafa hota h tumhe apna smjhkar To usko tumse mohabbat bhi hogi…!!! No dawn without a night, No victory without a fight, No rainbow without the rain, No happiness without pain, No love without hate, No life without fate.!!ĭil me bhri nafrat ko nikaal dena sanam Sajaa lenaa meri tasveer ko Kare kabhi yaad ham tujhko Dil se tum hame lagaa lenaa Foolon ki sej samajh kar Is badnaseeb e-sanam !! Wo yu hi ruth gaye Saare arman mere toot gaye Nafrat ka dhong aisa dikhaya unhone Ek wo patthar ban kar jeene lage aur Hum sheesha bankar toot gaye.!!! Pata hain pyar kar ke kya mila, Ajeeb rishta raha kuch aapno se mera, Na nafrat ki wajah mili na mohabbat ka sila Nafrat kabhi na karna tum ham se Ye hum seh nahi payenge Ek bar keh dena hmse zarurat nhi ab tumhari Tumhari duniya se haskar chale jayenge.!!
YU TU PYAR HAI BAHUT MOD
I just don’t like you.!!Īaj ujaale ki kiran kho gayi Zindagi veraan se ho gayi Gaye woh din jab Hum ne unse umeed rakhi Aaj yeh khub ho gaya ki hmme Mohabbat se nafrat ho gayi.!!īadi hseen thi zindagi Jab na kisise muhabbt na kisi se nafrat thi! Zindgi me ek mod aisa aaya muhabbat usse hui Aur nafrat saari dunia se ho gayi…!!!! No, I am not bitter, I am not hateful, And I am not unforgiving.

Nafrat thi humse to izhaar kyu kiya.? Dena tha zehar to pyar kyu kiya.? Dekar zehar kehte ho pina hi hoga aur Jb pee gye zehar to kehte ho ab jina hi hoga I don’t hate you For not loving me anymore, But I hate myself For still loving you.!! Par guzre hain hum kuch aise mukam se, Ki nafrat si ho gyi he mohabbat k nam se Jeete the kabhi hum bhi shaan se, Mehek uthi thi fiza kisi ke naam se. So when I say I hate you, It really means You Hurt Me.!!

Meri zindagi ko ek tamasha bana diya usne Bhari mehfil main tanha bitha diya usne, Aisi kya thi nafrat usko mere masoom dil se Khushiya chura kar gam thama diya usne.!!Īnger is our natural defence against pain.
